Wednesday 29 June 2016

The history of the European Union

The history of the European Union
(hindi)


europen union ka vastav me isi parikalpana 1940 dasak me tab ki britan ka pradan mantri vinstan charchiil 1946 me united states of europ ka rachanaki prastav rakhi thi lekin european union rachana ki kaam 1950 may 9 ki din shooman dicalretion bad france ur germani ki parikalpana ke anusaar staapan huwi uske bad sab se pehale europen coal and steel communite ki paris ghoshana ke sat 1951 me stapana ki yahi adhunk europen union bani uske baad usme belgium france itali holand isme shaamil huwi iski parikalpana ye thi ki ek desh dusre dese ke sat arthik roop se mil jaay bhavisya me yudha ki sambhavana kam hogi uske baad us tat par 1957 me europen economic communite ki stapana hiwi  

uske bad europen arthik samudya aur europen atomic energy stapana huwi kucha din ke bad in sab ko milaake ek europen comman market ko stapana ki sab se pehale 6 desho ki bicha free market huwa 1963 me britan ne europen union me shaamil hone keliye arji di lekin france ne britan ke virudha vito chalaake uski arji ko kharich kiya 

uske baad 1967 me adikrut roop me europen union ki stapana huwi uskeliye 1967 july 1 ko 6 desho ke bich aggriment huwa uske parinaam europen union ki savidhan aur parliment ki stapana huwi 

1973 me europen ki vistaar huwi 1979 tak europen union me 28 desh shaamil huwe uske bad 1979 me pehali bar europen union ki parlimant ke liye chunaav huwi 1987 july 1 din one europe one law ausaar pure europe me ek kaanun laagu huwa pure europe ek sat jud gaya 1995 me sabi desho ni mil ke singal currenci ki stapan ki uske bad 2002 me 12 desho ne pehali bar euro currenci ko apana li ab tak 28 desh me se 19 desho me euro currenci apan chuke hai ab tak europen union me 28 desh hai



The Arab world and the problem of suffering. 












No comments:

Post a Comment